Love Hurts Shayari Biography
Open Source:Google.com.pk
Kabhi Jeeta Tha Mera Kaatil Bhi Meri
Aashiqui Ki Umeed Mein,
Aaj Mera Dil Bhi Meri Zindagi Ke Liye
Kahan Dhadakta Hai..
Kya Hoti Hai Bewafai Yeh Toh Maloom Na
Tha,
Aaj Zarra Zarra Mera Mohabbat Ke Liye
Tadapta Hai...
Rulaya hai usne mujhe har roj apni mohabbat mein
phir bhi dil usse liptne ko tadapta hai...
Laash Hoon Main…
Ab Dafna Bhi
Dalo…
Yahi Aakhri Rasam Bachi Hai Use
Nibha Dalo….!!
Na Honge Hum Fir,Na Humari
Yaaden…
Vo Saare Lamhe..
Saare Manzar Aaj
Meri kabar Me Mila Dalo….!!
Maar To Diya Tha Bahut Pahle Hi
Zindagi Ne Humko…
Aaj Mere Sapno,Meri Khwahishon
Ko Bhi Mere Sang Dafna Dalo….!!
Ab Yahi Aakhri Rasam Bachi Hai
Use Nibha Dalo.
Aag jo dil mein lagi hai,
usse duniya mein laga doonga main ...
jo teri doli uthi, zamaane ko jalaa doonga main...
zindagi mein meri
tanhaai ka aalam aisa bas gaya hai,
jaise har pal koi mujhe meri gunahon ki saja de raha ho..
Teri Hi Baatein Batane Aye
Dost Bhi Dil Hi Dukhane Aye
Phool Khilte Hain To Hum Sochte Hain
Tere Ane Ke Zamane Aye
Aisi Kuch Chup Si Lagi Hai Jaise
Humunhe Haal Sunane Aye
Ab To Rone Se Bhi Dil Dukhta Hai
Shayad Ab Hosh Thikane Aye
Kiya Kaheen Phir Koi Basti Ujri
Log Kyun Jashan Manane Aye
So Raho Maut Ke Pehlu Mein
Neend Kis Waqt Na Ajne Aaye….
Ek Insan Mila Jo Jeena Sikha Gaya,
Ansuo Ki Nami Ko Peena Sikha Gaya,
Kabhi Guzarti Thi Veerano Main Zinndagi Apni,
Woh Shaks Veerano Main Mehfil Saja Gaya
Har ek lamhe har pal me udaasi chaayi hain
Aaj chand ki roshni mein bhi kami aayi hain
Hum jab tak Akele the tab tak hi ache the,
Na jane kyu sab gawa kar mohbbat apnaayi h
Kisi ke dil mein basna bura to nahi
Kisi ko dil mein basana khata to nahi
Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi..
Kisi ki kya mazal thi jo koi hame kharid sakta ........
hum to khud hi bik gaye khariddar dekhke
Tohmate to lagti rahi Roj nayi nayi hum per
Magar jo sabse hasi ilzam tha woh tera nam tha
Hum na Badlenge Waqt ki raftar ke saath
Jab bhi milenge Andaaz purana Hoga.
Zindagi se hum apni kuch udhhar nahi lete
Kafan bhi lete he to apni Zindagi dekar.
Koi majnu koi ranza koi farhad huva,
Isqh ki jeed me aaya wohi barbad huva.
Na socha tha yu dil lagane se pahele,
Ki tutega dil muskurane se pahele
nice shayari vai
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletehanuman chalisa in bengali
ReplyDelete